راج
محفلین
mere office main windows 2000 hai .
aur main jab bhi yahan par urdu web ki site par jata hun to kuch padhne se kasir hun.
na hi main kuch type kar paraha hun.
chunki kuch malumat hai is liye thoda bohot kam chala leta hun magar yahan main itna lamba urdu main nahi likh sakta kyun ki main Aftab keyboard ka adi hun
kya aap bata sakte hain ke windows 2000 men main kaise urdu ko istemal karun
aur ek baat yahan par computingpk.com website bilkul durust dikhayee deti hai.
urduweb ko support nahi karrahi hai
kya urdu web ka makhsus font mere font folder main dalne se main kam se kam yeh site ko padh sakunga...?
jawab ka muntazir
ye sample image dekhen